Mohabbat Itni Shadeed Ke Bin Mangay Mil Jaye Woh itny qareeb ke bin mangay samajh jaye Teri hun bandi faqeer hun main, Tere bagheer besahara hun main. Aarzo hai Namaz- e - ishq ada krne ki, Saaray jahan say makhfi ada karne ki Ye saltanat uski hai, hum banday Uskay hain, Ye badshahat uski hai, hum khatakaar Uskay hain.